zia shafiq

 

Aik Shaks ko dekha tha taron ki tra hm ney
Aik shaks ko chaha tha apno ki tra hm ney
Aik shaks ko samjha tha pholon ki tra hm ney

Wo shaks kiyamat that kia us ki karey batain
Din us k lye hvey paida or us ki hi they ratain

Kam milta kisi sy tha hum sy they mulaqtain

Rang us ka shabi tha zulfon main they mehkarey
Ankey they k jado that palkey they k talwarey
Dusman b agar dekey to jan sy dil harey

Khuch tum sy wo milta tha baton main sbahat they
Han tm sa hi lgta that shokhi main shrarat main
Lagta b tmhi sa tha dastorey muhabat main

Wo shaks hamey ik din apno ki tra bhola
taron ki tra doba pholon ki tra tota
Phir hath na aya wo hm ney buhat dhonda

Tm kis lye chonkey ho kb zikar tmhara hai

"Zia"

kb tm sy tqaza hai kb tm sy shkayat hai

ak taza hikayat hai sun lo tu anayat hai


aik shaks ko dekha tha taron ki tra hum ny
aik shaks ko chaha tha apno ki tra hum ny
aik taza hikayat hai sun lo to anayat hai
 

Tm kis lye chonkey ho kb zikar tmhara hai

Tm kis lye chonkey ho kb zikar tmhara hai 

 
kb tm sy tqaza hai kb tm sy shkayat hai

 

Ye hasrath har jati hai

 

 

Zamane se sona tha mohabbat har jati hai,


Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai,

 

Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai,


Kahi par barso ki ebadat har jati hai,


Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum,


Magar un ki yaad ati hai ye hasrath har jati hai

 

 

One more!

  • woo jo mudaton say mila nahien.
  • main bhe dhondhnay main thaka nahien.
  • usay dhondha main nain gali gali.
  • koi chori main nain jagah nahien.
  • sub nain kaha usy bhool ja.
  • dil nain kaha wo bura nahien.
  • bhulaion usy main bhe ager.
  • phir farq hum main koi raha nahien.
  • milty nahien hain to kia howa.
  • mere dil say to wo juda nahien.

 

Visitor's notice

 

Ay mere dost lot ker aa ja


Bin tere zindagi adhori hain

 

 

I remember you while i listen this Song

A message for you